Hum Dosti Ehsaan Wafa Bhool Gaye Hain लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Hum Dosti Ehsaan Wafa Bhool Gaye Hain लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

सोमवार, 14 जुलाई 2014

Hum Dosti Ehsaan Wafa Bhool Gaye Hain


Hum Dosti Ehsaan Wafa Bhool Gaye Hain,
Zinda To Hai Jine Ki Ada Bhool Gaye Hai,

Khushbu Jo Lutati Hai Masalti Hai Usi Ko,
Ehsaan Ka Badla Yahi Milta Hai Kali Ko,
Ehsaan To Lete Hain Sila Bhool Gaye Hain,

Karte Hai Mohabat Ka Aur Ehsaan Ka Sauda,
Matlab Ke Liye Karte Hai Imaan Ka Sauda,
Daar Maut Ka Aur Khaufe Khuda Bhool Gaye Hain,

Ab Wo Na Pagalte Koi Pathar Nahi Hota,
Ab Koi Bhi Kurban Kisi Par Nahi Hota,
Yuh Bhatke Hain Manjil Ka Pata Bhool Gaye Hain.

Lyrics: Payam Saeedi
हम दोस्ती एहसान वफ़ा भूल गए हैं,
जिंदा तो है जीने की अदा भूल गए
हैं,
हम दोस्ती एहसान वफ़ा भूल गए
हैं,

खुशबु जो लुटाती है मसलती है उसी को,
एहसान का बदला यही मिलता है कली को,
एहसान तो लेते है सिला भूल गए
हैं,

करते है मोहब्बत का और एहसान का सौदा,
मतलब के लिए करते है इमान का सौदा,
डर मौत का और खौफ-ऐ-खुदा भूल गए
हैं,

अब मोम पिघल कर कोई पत्थर नही होता,
अब कोई भी कुर्बान किसी पर नही होता,
यू भटकते है मंजिल का पता भूल गए
हैं,
शायर:पयाम सईदी
Listen/watch on Youtube:
 


Jagjit Singh


EHSAAS



EHSAAS
Release Year: 1998
Company: Venus
 
Singers: Jagjit Singh, Mehdi Hassan, 
Ghulam Ali & Talat Aziz 


Ghazals by Jagjit Singh 

Hum Dosti Ehsaan Wafa Bhool Gaye Hain

Shaphak Ho, Phool Ho, Shabnam Ho, Mhatab Ho Tum
          >>>>Main Kaise Kahu Jane Man, Tera Dil Sune Meri Baat,