lata mangeshkar लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
lata mangeshkar लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

रविवार, 9 जुलाई 2017

SAJDA (1991) - JAGJIT SINGH, LATA MANGESHKAR



SAJDA (1991)
Artists: Jagjit Singh & Lata Mangeshkar
Album Tracks:
1.                Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaayega
2.                Jo Bhee Bura Bhala Hai Allah Janta Hai
3.                Dard Se Mera Daaman Bharde Ya Allah
4.                Dhoop Mein Niklo Ghataaon Mein Naha Kar Dekho
5.                Dhooaan Banake Fizaan Mein Udaa Diyaa Mujhko
6.                Dil Mein Ab Dard-e-mohabbat Ke Siwa Kuch Bhi Nahin
7.                Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi
8.                Har Taraf Har Jagah Beshumaar Aadmee
9.                Kisko Qaatil Main Kahoon Kisko Maseehaa Samajhoon
10.           Mausam Ko Ishaaron Se Bula Kyoon Nahin Lete
11.           Meri Tasveer Mein Rang Aur Kisi Ka To Nahin
12.           Mili Hawaon Mein Udne Ki Wo Saza Yaaro
13.           Tere Jalwe Ab Mujhe Harsoo Nazar Aane Lage
14.           Tujhse Milne Ki Saza Denge Tere Shehar Ke Log
Listen Full Album Online:MUSIC JUKEBOX

सोमवार, 9 मार्च 2015

Chithi Na Koi Sandesh, Jane Who Kaun Sa Desh



Chithi Na Koi Sandesh, Jaane Woh Kaun Sa Desh
Jahan Tum Chale Gaye
Is Dil Pe Lagaa Ke Thes, Jaane Woh Kaun Sa Desh
Jahan Tum Chale Gaye

Ek Aah Bharee Hogi, Humne Na Sunee Hogi
Jaate Jaate Tumne, Aawaz To Di Hogi
Har Waqt Yehi Hai Gham, Us Waqt Kahan The Hum
Kahan Tum Chale Gaye

Har Cheez Pe Ashkoon Se, Likha Hai Tumhara Naam
Ye Raste Ghar Galiyaan, Tumhe Kar Na Sakee Salaam
Hai Dil Mein Reh Gayee Baat, Jaldi Se Chuda Kar Haath
Kahan Tum Chale Gaye


Abh Yaadon Ke Kaante, Is Dil Mein Chubhte Hain
Na Dard Thaherta Hai, Na Aansoon Rukte Hain
Tumhe Dhoondh Raha Hai Pyaar, Hum Kaise Karein Iqraar

Ke Haan Tum Chale Gaye
 

Movie/Album: Dushman (1998)
Music By: Uttam Singh
Lyrics By: Anand Bakshi
Performed By:Jagjit Singh

चिट्ठी ना कोई सन्देश, जाने वो कौन सा देश
जहाँ तुम चले गए
इस दिल पे लगा के ठेस, जाने वो कौन सा देश
जहाँ तुम चले गए
 
 एक आह भरी होगी, हमने ना सुनी होगी
जाते जाते तुमने, आवाज़ तो दी होगी
हर वक़्त यही है गम, उस वक़्त कहाँ थे हम
कहाँ तुम चले गए

हर चीज़ पे अश्कों से, लिखा है तुम्हारा नाम
ये रस्ते घर गलियाँ, तुम्हें कर ना सके सलाम
हाय दिल में रह गई बात, जल्दी से छुड़ा कर हाथ
कहाँ तुम चले गए

अब यादों के कांटे, इस दिल में चुभते हैं
ना दर्द ठहरता है, ना आंसू रुकते हैं
तुम्हें ढूंढ रहा है प्यार, हम कैसे करें इकरार
के हाँ तुम चले गए
Listen Song on Youtube
Sad Version
Live in Sidney (Australia)